Dainos žodžiai
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Bas ek baar mera kaha
Bas ek baar mera kahaa maan lijie
Bas ek baar mera kahaa maan lijie
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Is anjuman mein aapko
Is anjuman mein, aa, aa
Is anjuman mein aapko
Is anjuman mein aapako aanaa hai baar-baar, aanaa hai baar-baar
Diwaar-o-dar ko gaur se...
Diwaar-o-dar ko gaur se pahchaan lijie
Diwaar-o-dar ko gaur se pahchaan lijie
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Maanaa ki doston ko nahin...
Doston, doston ko nahi
Maana ke doston ko nahi dosti ka faans
Lekin ye kya ki gair ka...
Lekin ye kya ki gair ka ehsaan lijie
Lekin ye kya ki gair ka ehsaan lijie
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Kahie to...
Kahie to aasamaan ko...
Kahie to aasamaan ko zameen par utaar laaen
Mushkil nahi hai kuch bhi
Mushkil nahin hai kuch bhee agar thaan lijie
Mushkil nahin hai kuch bhee agar thaan lijie
Dil chiz kya hai? aap meri jaan lijie
Bas ek baar..., bas ek baar...
Bas ek baar mera kahaa maan lijie
Maan lijie, maan lijie
Pastebėjai teksto klaidą?
Tau gali patikti

Mere Mehboob
Kishore Kumar

Pyar Kiya To Darna Kya
Lata Mangeshkar

Jai Ho
A. R. Rahman

Mundian to Bach Ke
Panjabi MC

Hum Bewafa Hargiz Na Thay (Happy)
R.D. Burman

Zooby Zooby
Bappi Lahiri

Exotic
Priyanka Chopra

Dilbar Arabic Version
Nora Fatehi

Coming up
Paul McCartney

Hell on Wheels
Cher

Baby Can I Hold You
Tracy Chapman

Come What May
Nicole Kidman








