Dainos žodžiai
Rozaana Jiye Rozaana Mare... (2)
Teri Yaadon Mein Hum... (2)
Rozaana... (2)
Rozaana Jiye Rozaana Mare
Teri Yaadon Mein Hum... (2)
Rozaana... (2)
Ungali Teri Thame Huye Har Lamha Chalta Hoon Mein... (2)
Tujhko Liye Ghar Lautu, Aur Ghar Se Nikalta Hoon Mein
Ek Pal Ko Bhi Jata Nahi Tere Bin Kahin
Yun Raat Din
Bas Tujhmein Hi... (2)
Lipta Rehta Hoon Mein
Rozaana... (4)
Rozaana Jiye Rozaana Mare
Teri Yaadon Mein Hum
Rozaana Jale Rozaana Ghoole
Teri Yaadon Mein Hum... (2)
Rozaana... (4)
Har Din Teri Ankhon Se Iss Duniya Ko Takta Hoon Mein
Tu Jiss Tarah Rakhti Thi Ghar, Vaise Hi Rakhta Hoon Mein
Teri Tarah Sang Sang Chale Yaadein Teri
Yun Har Ghadi Baaaton Mein Bas, Baaton Mein Teri
Gumsa Rehta Hoon Mein
Rozaaana... (4)
Kuchh Gaao To Yaad Aaate Ho...
Gungunao To Yaad Aaate Ho...
Kuchh Phehnu To Yaad Aate Ho...
Kahin Jaanu To Yaad Aate Ho...
Kuchh Khone Pe Yaad Aate Ho...
Kuchh Paanu To Yaaad Aate Ho...
Rozaana Chale Yaadon Mein Teri, Zindagi Ka Safar
Tujhse Hai Roshan, Tujse Hai Zinda, (Yeh Dil Ka Sheher)... (2)
Rozaana... (8)
Pastebėjai teksto klaidą?
Tau gali patikti

A Tale That Wasn't Right
Helloween

Killed by Death
Motörhead

Fear
Rage

Nightfall
Blind Guardian

Watch the Children Pray
Metal Church

Whiskey In The Jar (gyvai 1999 m.)
Metallica

Safe in New York City
AC/DC

When You Came Into My Life
Scorpions

Mr.Crowley (gyvai)
Ozzy Osbourne

To Be With You (gyvai)
Paul Gilbert

Prince of Darkness
Megadeth

When The Water Breaks
Liquid Tension Experiment









