Dainos žodžiai
Tere jalwe ab mujhe harsoo
Nazar aane lage
Tere jalwe ab mujhe harsoo
Nazar aane lage
Kaash yeh bhi ho ke mujh
Mein tu nazar aane lage
Tere jalwe ab mujhe
Harsoo nazar aane lage
Ibteda yeh thee ke dekhee
Thee khushi ki ek jhalak
Ibteda yeh thee ke dekhee
Thee khushi ki ek jhalak
Inteha yeh hai ke gham
Harsoo nazar aane lage
Kaash yeh bhi ho ke mujh mein
Tu nazar aane lage
Tere jalwe ab mujhe
Harsoo nazar aane lage
Beqarari badhte badhte
Dil ki fitrat ban gayee
Beqarari badhte badhte
Dil ki fitrat ban gayee
Shayed ab taskeen ka
Pehloo nazar aane lage
Kaash yeh bhi ho ke mujh
Mein tu nazar aane lage
Tere jalwe ab mujhe
Harsoo nazar aane lage
Khatm karde ae saba
Ab shaam-e-gham ki daastan
Khatm karde ae saba
Ab shaam-e-gham ki daastan
Dekh un aankhon mein
Bhee ansoo nazar aane lage
Kaash yeh bhi ho ke
Mujh mein tu nazar aane lage
Tere jalwe ab mujhe
Harsoo nazar aane lage
Pastebėjai teksto klaidą?
Tau gali patikti

Tanha Tanha Yahan Pe Jeena
Asha Bhosle

Jai Ho
A. R. Rahman

Pal Pal Dil Ke Paas
Kishore Kumar

Mundian to Bach Ke
Panjabi MC

Zooby Zooby
Bappi Lahiri

Exotic
Priyanka Chopra

Dilbar Arabic Version
Nora Fatehi

Hum Bewafa Hargiz Na Thay (Happy)
R.D. Burman

And I Love Her (gyvai @ MTV Unplugged)
Paul McCartney

Vivere
Andrea Bocelli

Believe
Josh Groban

Come What May
Nicole Kidman









